Hii friends aaj ke date me lagbhag sabhi log kabhi na kabhi time pass karne ke liye game to khelte hi honge. Lekin kya aapne kabhi socha hai ki jo game ham roj khelte hai wo kaise banaya jata hai. Yadi nahi to chaliye mai aapko bata deta hu ki apne khud ka game kaise create karte hai.
Iske liye aapko ek website Sploder.com per jana hai . Aap iski madad se mobile ya computer kisi se kahi bhi game bana sakte hai. Iski madad se game banane ke liye coding ki jarurat nahi padti hai.Bas aapko design aur game level select karna hai aur game automatic create hota jayega.
aaj mai aapko spolder.com se computer per game banane ke bare me bataunga. Sploder Website se aap four type ke game develop kar sakte hai. Graphiccs, Adventure, Classic & Arcade Game.
Game banane ke liye aapko bas kuchh Step Follow karne padenge aur Game Developmet Dashboard me jakar Game bana sakte hai aur use share kar sakte hai .
Step 1. Sabse pahle aap spolder ke website per jaye aur sign up per click kare. uske bad aap email id aur password add karke resister kar sakte hai
Step 2. Account Register karne ke bad aap Home page per jaye aur “Make your Own Game” per click kare.
Step 3. Yaha se aap select kijiye ki aap kis tarah ka game banana chahte hai jaise ki Adventure, Classic,. jo Game Develop karna chahte hai usper click kare.
Step 4. ab yaha se aap Game banane ke liye Required Flash Player Plugin ko Download & Install kar sakte hai. uske bad Computer ko Restart karke Sploader Website per jakar step 3 ka follow kar sakte hai.
Step 5. ab yaha se aap keval Drag & Drop karke Game bana sakte hai. aur use Sploder per share & Play kar sakte hai.

No comments