blog website ko adsence se kaise add kare jankari hindi me

Share:

Hii friends aaj ke is post me mai aapko bataunga ki blogger site ko adsense se approval kaise kare. Dosto ye kam bahut hi easy hai lekin eske liye kuchh savdhaniya bhi jaruri hai. Kyoki yadi aap adnense group ko wrong information denge to adsense address verification me problem aa sakti hai aur payment bhi roka ja sakta hai.

Lekin Yadi Hum Sawdhaniya Baratenge Toh Hamare Sath Aisa Kuch Bhi Nahi Hoga Jisse Ki Hame Adsense Account Me Problems Ka Samana Karana pade.

Ab mai aapko kuchh important points ke bare me bataunga jo website ko adsense se add karne se pahle aapko jan na jaruri hai.


online-photo-sell-karke-paisa-kaise kamate hai janiye hindi me.


1. Blogger site ko adsense se add karne ke liye aapke site per minimum 10 se 15 post published hona chahiye. wo bhi kisi site ka copy right nahi balki apne sabdo me likha hona chahiye.
Isliye Yadi Aapke Pass Article Ki Kami Hai Toh Pahale Apane Blog Par Articles Ki Sankhya Badhaye phir uske bad adsense ke liye apply karane ki soche .

2. Maximum Log Apane Blog Ke Liye Custom Domain Use Karate Hain Aur Custom Domain Par AdSense Ke Liye Directly Apply Kar Sakate Hain .Aur Wahi Par Doosari Taraf Bahut Se Log " Blogspot "Subdomain Use Karate Hai.



Note : Blogspot Subdomain Use Karane Par Directly Blogger.com Se adsense ke liye Apply Karana Hoga .

Blogger Site Ko AdSense Se Kaise Connect Kare Janniye Niche ke step ka follow karke

Sabse pahle aap blogger.com site open karke sign up kar lijiye. Uske bad niche ke three step ka follow karke aap adsense approval kara sakte hai.

(1) Yadi Aap Apne Blog Ke Liye Custom Domain Use Karate Hain To sabse pahle adsense.com Open Karke Sign Up Par Click Kare . Apni Email ID Dale Aur Log In Kare .
 Aur Yadi Aap Blogspot.com Subdomain Use Karate Hain Toh Apne Blogger.com Account Me Log In Karake Earning Par Click Karake Sign Up For AdSense  Par Click Kare .
Ek Window Open Hoga Jisme Aap AdSense Sign Up Page Par Pahunch Jayenge . Isme Bhi Wahi Process Email ID Se Log In Kare .




Chahe Jo Domain Use Karate Ho Dono Ke liye Process Yaha Se Same To Same ho jati hai. .

(2) Adsense Ke Is page Par Apni Website Blog Ke Homepage  Ka URL Dale.Aapke Blog Par Likha Gaya Article Jis Language Me Hai Usi Language Ko Select Karake Save And Continue Par Click Kare .

(3) Is Step Me Aapko Apni Full Information Dalni Hai Aur Yad Rahe Ki Adsense Me Apani Wrong Information Na Dale .

coding-kya-hai-aur-ise-kaise-sikhe-jane hindi me.

(4) Submit My Application Par Click Kare Ab Aap Apne AdSense Account Me Pahunch Jayenge Aapke Blog Ke Liye AdSense Account Apply Ho Chuka Hai Ab Aapko Approval Ka Intejar Karana Hoga .

Kuch Time Me Aapke Email Par AdSense Norephy Ka Message Aayega Yadi Aapka Adsense Account Approve Ho Jayega Toh Aapki Kamai Bhi Shuru Ho Jayegi Yadi aapka adsense account Approve Nahi Hota Hai Toh Message Me Check Kijiye Ki Kis Issue Ki Wajah Se Aapka Adsense Account Disapproved Ho Gaya . Us Message Ko Follow Karake Apne Blog Ko Uske According Banaiye  Aur Phir Apply Kijiye .


1 comment: