Coding Kya Hai Aur Ise Kaise Sikhe Jane Hindi Me

Share:
Hii Friends aapne coding ka name to suna hi hoga. Kya aapne kabhi socha hai ki coding kya hai yadi nahi to aaj ke is post me ham coding ke bare me baat karenge.

massenger-aur-massenger-lite-me difference jane hindi me.

Coding Kya Hai ?

Coding ek tarah ka programming language hota hai jisme kai tarah ke languages ka use kiya jata hai. Her language ka apna ek uddeshya hota hai. Coding bhi simple usi language ki tarah hota hai jise ham bachpan me sikhte hai. Iske bhi rules hote hai.




Some Basic And Important Coding Languages Name See Below:- 

1. C Language
2. C++
3. Java Script
4. Ruby
5. PHP
6. My SQL
7. Java
8. Visual Basic
9. Python
10. ASP NET

computer-ke-automatic-sleep-ho-jane-per kya kare jane hindi me.

Coding Sikhne Se Kya Labh Hai

1. Create your own website:-

HTML, CSS, PHP  jaisa programming language sikh kar ham apna khud ka website (Facebook, Whatsapp jaisa) bana sakte hai.

2. VB Net:- 

Is language ki madad se ham computer or windows ke liye software bana sakte hai.

3. Earn Money by a Coder:-

ji ha aap yadi kisi ek programming language ko acche tarike se sikh jate hai to aap iske help se paisa kama sakte hai.

facebook-id-kaise-banate-hai-jane-hindi me.

Coding Ham Kaise Sikh Sakte Hai 

Friends, coding sikhne ke bahut se raste hai. chahe to ham ghar baithe bhi sikh sakte hai lekin mai aapko some easy way batate hai jise aap follow kar sake

1. Coaching Center-:  coding sikhne ka coaching bhi hota hai. aap chahe to apne najdik ke programming ke coaching center me jakar padh sakte hai

2. IT Collages-:   Information Technology Collages me bhi aap admission lekar programming language sikh sakte hai.

3. Youtube-:   ji ha youtube se bhi bilkul free me, jab chahe tab, jaha chahe taha,jis country se chahe us country se sikh sakte hai.

4. Online Websites-:  kucch important sites bhi hai jo aapko free me coding sikha sakti hai. see below

                                  Tutorialspoint.com
                                  W3schools.com


To mera ye post kaisa laga friends ? Please niche ke comment box me comment jarur kare aur adhik se adhik share kare taki ham aapko is tarah ki aur jankri dete rahe.

1 comment: