Hii friends aaj ke time me mobile charge ki problem ko lekar sabhi log paresan rahte hai. So maine socha ki kyo nahi aapko android phone fast charge karne ka trick btau.Yadi aap bhi niche ke step ka follow karenge to aap bhi apna phone fast charge kar sakte hai.
1. Switch Off Your Phone:
Yeh sabse badhiya aur safe tarika hai mobile ko jaldi charge karne ka kyuki jab humara mobile phone switch off rahega to us time koi bhi app kaam nahi karega aur aapka mobile jaldi charge ho jayega. Maine yeh tarika sirf smartphone users ke liye hi nahi sabhi phones ke liye bataya hai ise aazma ke jarur dekhe aapko charging speed mein change jarur dikhai degi. Actually friends jab mere paas bhi jyada time nahi hota aur phone ko jaldi charge karna hota hai tab main bhi yahi tarika follow karta hu
2. Turn On Airplane/Flight Mode:
Aeroplane mode ya fir aap isey flight mode bhi kah sakte hai. yeh feature to mostly sabhi mobile phones mein aapko mil jayega. Aapko yeh jan kar hairani hogi ki ise on karne se aapka mobile jaldi charge ho sakta hai kyoki isey enable karne se aapke sabhi calls ke signals disable ho jayenge aur aapka phone jaldi charge ho jayega. Aapko flight mode feature apne mobile phone ke settings mein jane par mil jayega
3. Turn Off GPS, Wifi, Data Connection, Bluetooth:
Aapko sayad pata nahi hoga ki GPS, Wifi, Data connection, Bluetooth jab aapke mobile phone mein on rahta hai to us time battery jaldi khatam hone ke chances jyada hote hai. isliye jab bhi apna mobile charge kare uss time inhe off jarur kar de. Agar aap Flight mode on nahi karna chahte hai toh GPS, Wifi, Data connection, Bluetooth ko jarur off kar de. Mai aapko salah dunga ki jab aap mobile ke kisi function ka use nahi kar rahe ho tab usey off karde kyuki woh background mein battery ka use karega.
3. Always Use Original Charger:
Bahut se logo ka jab original charger kho jata hai ya fir unka charger kharab ho jata hai tab woh log apne phone ke liye kisi aur company ka charger use karne lagte hai aur unki yahi galti phone ki battery backup kam kar deti hai. isliye humesha original charger ka hi use kare kyuki original charge humesha aapke phone ko dhyan mein rakh kar banaya jata hai. Kabhi apne phone ko kisi chinese ya local charger se charge karne ki koshish na kare kyuki yeh aapke battery ke liye accha nahi hoga
4. Don’t Use Your Phone When Charging:
Maine bahut se logo ko dekha hai ki charging karte time woh game khelte rehte hai ya internet chalate rehte hai ya fir kisi se calling par baat kar rahe hote hai yeh bilkul galat aadat hai aisi habits se aapka mobile bisfot kar sakta hai. itna hi nahi aapka mobile over heat ho sakta hai aur sath mein battery backup bhi kam ho sakta hai. Mai aapko yahi advice dunga ki charging ke time mobile se koi use na kare warna aapko iska anjaam bhugtana pad sakta hai
5. Clear Background Apps:
Bahut baar hum ek sath bahut se apps open kar dete hai jiske wajah se humari battery jaldi khatam ho jati hai. Kabhi bhi ek sath bahut se apps open nahi karne chahiye agar aapne aisa kar diya hai toh recent apps mein jaye aur un sabhi apps ko clear karde.
6. Full Charge Your Phone:
Hum sabhi logo ko mobile full charge na karne ki aadat hoti hai aur yahi aadat humare phone ki battery backup ko khatam kar deti hai. Jo log mobile addicted hote hai woh kuch percentage mobile charge hone ke baad usey charger se hata dete hai. so friends aisa kabhi nahi karna chahiye. Har week aapko ek baar apna phone full charge jarur karna chahiye isse battery ki health bani rehti hai

No comments